• This is default featured slide 1 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 2 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 3 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 4 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 5 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Showing posts with label mobile ki battery ko fadt charge kaise kare. Show all posts
Showing posts with label mobile ki battery ko fadt charge kaise kare. Show all posts

Mobile ki battery ko fast charge kaise kare

MOBILE KI BATTERY KO FAST CHARGE KAISE KARE
Android Phones Battery Ko Fast Charge Kaise Kare :Hi Friends ! Kya aap ek Android Smartphone User hain? Agar haan toh aapke liye sbse badi problem hogi Battery ka Jaldi se Discharge hona aur fir usko pure din Charge Karte rhna. Agar battery 0% par hai toh usko 100% tk charge karne me normally 2-3 Hours toh lag hi jate hain.Iss post me bataunga ki aap kaise apne Android Phone ke Battery ko Fast ChargingKarenge. Yani ki aapko 2-3 Hours ka wait nahi karna padega aur aapka Android phone jaldi hi charge ho jayega.Source:Android PITAgar mai galat nahi hun toh aapke Android Phone me kuch aise apps honge jo aapke phone ki battery bahut jaldi hi chus jate hain. Jaise “Facebook” , Applocker etc. Aisa isliye hota hai ki iss tarah ke apps aapke phone me background process me bhi run hote hain. Aur aapke phone ki battery ko chuste rhte hain.Aapko believe nahi ho rha ho toh aap settings se “Power Cosumption Details” Dekh sakte hain ki kon sa app aapka battery jyada drain kar raha hain. Aur agar jarurat na ho uss apps ki toh usko apne phone se uninstall kar dijiye.Ab dekhte hain ki aap apne Android Phone ko Fast kaise charge karenge.How to  Charge Android Mobile Faster in Hindi:Agar aapne apne phone koi faster charge karne wali apps ko install kiye hua hai jaiseDU Battery Saver, Battery Quick Charger ya Ultra Fast Chargerto bina koi der lagaye inn apps ko sbse phle uninstall kijiye. Iss tarah ke apps kuch kaam nahi karte hain balki aapke Android Phone ko lag karte hain. Ye ek tarike ke Malware hote hain. Jo hamari phone ko kisi na kisi tarike se nuksan pahucha sakte hain.Agar aap apne phone ke battery life ko badhana chahte hain aur fast charging karna chahte hain toh bataye gaye tips ko follow kijiye. Mai aapko pure tarike se assure karta hun ki aapka phone jaldi se charge hoga aur lambe samay tak backup dega.#
1.  Phone Charging ke Time par Airplane Mode Activate Kare:Aap jab bhi phone ko charging me lagaye toh usme Flight Mode/ Air Plane Mode activate kar de. Airplane Mode activate karne ke liye aap action center se kar saktehain.Isko activate karne se aapko phone par upcoming phone calls, Messages, Notifications band ho jate hain. Jisse phone ko charging ke time par koi bhi disturbance nahi hota hai aur aapka phonenormal time se phle hi charge ho jata hai.#
2. Switch Off Karke Charge Kare:Agar aapko phone ko thodi aur jaldi chargekarni hai toh aap apne phone ko Switch Offkar dijiye. Kyuki jabtak aapka phone On rhta hai aapke Phone ka Processor work karta rhta hai. Chahe aap phone ko use kare ya na kare.Waise Phone ko jaldi charge karne ka sbseeffective tarika hai. Aur shayad aapne aajmaya bhi ho.#
3. Charging Ke Time Bluetooth, Wifi, Mobile Data Ko Band Rakhe:WiFi, Mobile Data, Bluetoothaapke phone ki battery ko bahut jyada consume karte hain. Agar kaam na ho inka toh band kar de. Aur charging ke time par ye on rhte hain toh aapka phone slowly charge hota hai.Isliye aage se phone charge karte samay inn baato ka dhyan rakhen.#
4. Phone Charge Karte Samay Phone Ko Use Na Kare:Bahut se log hote hain ki Phone ke chargerko socket me Ghused diya aur fir phone ko charge me laga kar Chatting karna chalu. Aisa karne se naa kewal aapka phone heat hota hai balki aapka phone slowly charge hota hai. Isliye Koshish yahi kare ki Phone ko Charging ke time par use na kare.Agar aapko Safe aur Faster charging chahiye toh Charging ke time par phone kouse na kare.#
5. Week me 1 Baar Battery Ko Pura Discharge Kare.Dosto ! Akasar hum apneAndroid Phoneko use karte hain aur jaise hi phone ki Battery 40-50 % par aati hai hum apne phone ko charge me lga dete hain.Dekhiye ye toh achhi baat ki phone ko charge me laga dete hain. Lekin koshish yekarni chahiye ki week me kam se kam 1 baar phone ki battery ko 0% tak use kare aur isko apne se switch off hone de.Fir phone ki battery ko 100% tak charge kare. Isse Phone ki Battery ko refreshment milti hai aur aapke phone ki battey bhi saferhti hai aur jaldi se charge bhi hoti hai.#
6. Hamesha Original Charger Hi Use kare:Kya aap koi bhichargerpakad ke apne phone me ghused ke charging shuru kar dete hain? Agar aisa karte hain toh yah aapke phone ke battery ke liye nuksandayak hoga. Hamesha aap apne phone ke sath mile huye Charger ka hi use kare.Aur phone koLaptop ya DesktopmeUSBke through charge mat kare. USB se utnipowernahi milti hai jitni phone ko chahiye hoti hai. Aur phone ki battery bahut slow charge hoti hai aur jyada der tk chalti bhi nahi hai.Conclusion:Dosto ! Mai daawe ke sath kah skta hun ki agar aap upar bataye gaye tips ko follow karte hain toh jarur aapke Android Phone kiBattery Normal time se phle charge hogi. Aur kam se kam aap ek baar jarur try kijiyega. Aapko jarur difference samajh aayega.उम्मीद है कि यह पोस्ट आपको पसंद आया होगा. अगर कोई सवाल या सुझाव है तो कमेंट में जरुर बताएं.

Share:

Popular Posts

Labels

Recent Posts

Text Widget

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam, quis nostrud exercitation test link ullamco laboris nisi ut aliquip ex ea commodo consequat.