• This is default featured slide 1 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 2 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 3 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 4 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 5 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Mobile ko update karke lollipop 5.0 ka version kaise banaye

Mobile ko update karke lollipop 5.0 ka version kaise banaye

Dosto bahut se log kai tarah ki mobile chalate h lekin kabhi kabhi koi aysi cheez jo jaroori hoti h unke mobile jo version install rahta h usme nahi chalti h to aaj mai aapko bataunga lollipop ek badhiya latest version h jo har cheez support karta h.aap apne mobile ko lollipop me badal sakte h

Iske liye aapko ek lollipop zip file download karni padegi aap yaha se download kar sakte h
       
         Download lollipop zip file

Lekin dosto mai aapko ek baat kahunga ki aap is file ko ho sake to wifi se download kare kyuki eifi ki speed jyada hoti h yah file 409MB Ki h.

Bas aap step by step follow kare

Step 1 :sabse pehle lollipop version ki zip file download karle. Ye file 409 Mb ki hai so ise wifi se download kare.

Step  2:  Zip file download hone ke bad u se memory card me move ya copy karle. Move karne ke bad u se rename kare aur nayaname “update” aise rakhiye.

Step  3: Then hume phone ke recovery mode par jana hoga. Us ke liye pehle aapna phone off karle aur phone off hone ke badvolume up+power+ homeye tino button ek sath 7 seconds ke liye press karke rakhiye.

Step  4:Ab aapko screen par kuch is tarah ke options dihege.Ise recovery mode kehte  hai. Yaha aap uper niche jane ke liyevolumn up aur volumn downis button ka istmal kar sakte hai aur select karne ke liyepower buttonka instmall kar skte hai.
Step  5: Now hume zip file install karni hai.Recovery mode per aapko ek option dikhegaapply update from external storageus par click kare. Click karte hi aap memory card me jaoge.

Step  6:Ab aapko update.zip file dikhege johumne memory card me move karke rakhi thi us par jakar use select kare select kartehi zip file install  hona chalu ho jayega. Is ke liye thoda jyada time lag sakta hai so thoda wait kare takriban 15-20 minutes.

Step  7: Zip file install hone ke bad system reboot karle. Ab aapke phone me android lollipop version puri tarah install ho chukkahoga.  Phone ka first time setup karle aur lollipop version enjoy kare.I hope aapko ye post pasand aa gai hogi ispost ko facebook par jarur share kariye. Humari site par aur bhi kai sare posts usefull hai use bhi jarur pade.
To dosto kaisi lagi meri batayi hui trick.
Lekin h yah post apne dosto ke sath share karna na bhoole.
Aap hame subscribe kar aur bhi jankari seedhe apne email par prapt kar sakte h.

Share:

2G & 3G Mobile Me ek Ussd code ke dwara kaise 4G chala sakte h

Hello Dosto maine bhi bahut visitor ko dekha ki jab se jio sim launch hua h tab se 2G 3G smartphone use karne wale visitor is ke bare me jyada search karte h.
तो दोस्तो आज मैं आप लोगों को बताऊंगा एक ऎसा USSD CODE जिसके द्वारा आप अपने 3G smartphone में 4G चला सकते हैं।
बस आप step by step follow करें।

2G 3G MOBILE ME KEWAL EK USSD CODE KE DWARA 4G KAISE CHALAYE.

Step.1.सबसे पहले अपने smartphone के फोन में जाकर यह USSD CODE लिखें।

               *#*#3646#*#*

Step.2.
अब आपके सामने एक screen खुलेगी।
उसमें सबसे नीचे जाकर आप देखेंगे कि आपको वहां पर GSM या WCDMA दिखायी देगा।

Step.3.
उसको select करें अब आपको कई तरह के network दिखायी देंगे आपको LTE को select करना है।
अब आप back बटन से काट दीजिए।
आपका 4G Mobile तैयार है ।
अब आप अपने मोबाईल में 4G चला सकते हैं।

तो दोस्तो कैसा लगा मेरा बताया हुआ तरीका ।

और भी जानकारी सीधे अपने इन्बाक्स में पाने के लिए हमें SUBSCRIBE KARE

Share:

Google Ki jagah apne Name ka search engine kaise lagaye.

Google ki jagah apna name kaise lagaye

Hello Dosto aap to jante hi hoge ki google search engine sabse jyada sear kiya jane wala search engine h.Lekin aapne kabhi socha ki google search engine ki jagah ham apne name ka search engine kaise laga sakte h. Aaj mai aapkp batunga ki aap google ki jagah aap apne name ko kaise laga sakte h.

Aap step by step follow kare

Google search engine ki jagah apna name kaise lagaye

Step.1. Sabse pahle aap goglogo.com khole abhi kholne ke liye clickkare.

Step.2. Aap ko google ki trah goglogo dikhega. Uske niche aap ko creat your search engine page dikhega.

Step.3. Ab aapko usme Apna name dalna h.

Step.4. Ab aapko creat your page par touch karde.
Ab aapke name ka search engine tyyar h aap iske dwara kuch bhi search kar sakte h.

Aap ko apne name ka search engine ko hompage par lane ke liye set as hompage par select karde.

to dpsto kaise lagi meri batayi hui tricks pasand aye to apne dosto ke sath shate kare.
Aur nai jankari seedhe apne inbox me pane ke liye hame subscribe kare.
Koi pareshani ho to aap comments box ke dwara aap pooch sakte h.

Share:

Vodafone me free 400MB 3G kaise prapt kare bilkul free free

       vσ∂αғσηε мε 400 мв 3g ғяεε     
                        кαιsε ℓε

Hello dosto aap hairan honge ki hamko free me 400Mb 3G free kaise mil sakta h.
Vodafone Company ne Vodafone user ke liye ye offer launch kiya h.
Aaj mai bataunga ki aap Vodafone me 400mb 3G free kaise pa sakte h.

Iske liye kya chahiye.
*Smartphone.
*Gmail Account.
*Vodafone Sim.

vσ∂αғσηε мε 400 мв 3g ғяεε кαιsε ℓε.

Step.1.
Sabse Pahle Aap Google Play Store par ja kar νσ∂αƒσηє ρℓαу app
Download kare.ya abhi download kqrne ke liye click kare Dowbload νσ∂αƒσηє ρℓαу

Step.2.
Vodafone play app ko download karke install kr le.

Step.3.
Vodafone play app ko khole.Ab Vodafone play me apna Mobile number dale (jis number par 400mb chahiye)Mobile number ke niche gmail account ki id dale. Ab Next par click karde.Aap ke number par ek confirmation code ka message aayega.

Step.4.
Aap confirmation code dalkar apne Vodafone play app se verify kar de.

Ab apka number veryfy ho gaya h. Ab aapko 24 ghante ke andar 400Mb 3G Mil jayegi.
Ab Aap Internet ka maja lijiye.

Note.App kewal 1 hi bar 1 sim par 400Mb le sakte h.

To Dosto kaise lagi meri batayi hui tricks.
Pasand aaye to aap apne dosto ke sath share karke unhe bhi bataye.
Aur bhi nayi jankari seedhe apne inbox me parapt karne ke liye Subscribe kare.
Agar koi pareshani ho to Aap comment box ke dwara pooch sakte h.
Aap apne swal comment box me likhe ham uska solution de.

Share:

Bina Wi fi ka password jane wi fi kaise chalaye

Bina wi fi ka password jane wi fi kaise chalaye.

Hello Dosto Aap ko to pata hi hoga ki Aaj kal jitne bhi Internet user h wo sab wifi ka hi istemal karte h. Aur user agar aap ko apne hotspots ka password bahi batata h to aap ko achha nahi lagta. Lekin koi baat nahi dosto ab mai jo tareeqa bataunga usse aap bina usse password puche aap uske mobile se wifi connecte karke chala sakte h. Aap ko yah hairani wali baat lag rahi higi ki bina password puche ham kaise kisi ke Mobile se wifi connect karke chala sakte h lekin http:/www.usmanansari25.blogspot.com user walo ke liye bahut aasan h.
To chalo shuru ho jao

Step.1 Sabse pahle Aap apne sathi se kisi bahane uska mobile apne hath me le len.

Ye bhi padhen.
* whatsapp se kya fayda h

Step.2 Ab aap uske mobile ki setting me jaye setting me aap ko more setting dikhegi.

Niche image me aap more setting ko dekh sakte h

Ye bhi padhe
* whatsapp se paise kaise kamaye

Step.3 Ab aap more setting ko khole ab aap ko Tethering and portable hotspot dikhega.

Niche image me aap Tethering and portable hotspot dekh sakte h.

Ye bhi padhen.
* Google par photo kaise dale

Step.4 aap Tethring and portable hotspot ko touch karke khole ab aapko Bluetooth Tethering dikhega

Niche image me aap Bluetooth Tethering dekh sakte h.

Ye bhi padhen.
* mobile hang hone se kaise bachaye

Step.5 aap usko on karo.

Step.6 ab aap apne mobile me bluetooth on karke uske Bluetooth se connect kar le.
Ab aap ke mobile me wifi connection ke bajaye Bluetooth connection on h ab aap Internet, Facebook, whatsapp, etc chala sakte h.
Isse aap ke sathi ko shak bhi nahi hoga ki aapne apne mobile se uske internet ko connect kiya h.
To Dosto kaisi lagi meri batayi hui trick.
Agar koi pareshani ho to Comment Box me puch sakte h.
Aur bhi jankari apne email par padhne ke leye Subscribe to post par click kare.

Share:

Facebook kaise hack kare

FACEBOOK KAISE HACK KARE

Hiii Friends, Welcome Back, Jab Ham Facebook Hacking Ki Baat Karte Hai,  To Hame Internet Par Kai Article Milte Hai,  But Shayad Kuch Hi Trick Work Karti Hai. Agar Aap Kisi Working Facebook Hacking Trick Ki Talash Me Hai,  To Aaj Ke Es LatestArticle Me,  Mai Aapko Bataunga FacebookHack Karne Ke 3 Popular Tarike, Jiska Hacker Use Karke Account Hack Karte Hai, Esme Ham Aapko Hacking Se Bachne Ke Liye Kuch Tips Bhi Batayenge, Jo Aapki Help Karenge.Facebook Hack Karne Ke 3 Popular TarikeImportant Step –Sabse Pahle Ye 1 MB Ka App Download Kariye, Aur 2 Minute Tak Open Kariye, App Download Karne Ke BaadNiche Diye Gye Steps Ko Follow Kare

#1. Phishing
Phishing Download
Agar Aap Hacking Ke Bare Me Kuch Bhi Jaante Honge, To Phishing Aapke Liye New Word Nhi Hoga, But Agar Aap Phishing Ke Bare Me Nhi Jaante Hai,  To Mai Aapko Bata Deta Hu. Phishing Ek Prakar Hacker Dwara Use Kiya Jane Wala Technique Hai, Esme Jis Website Ya Account Ko Hack Karna Hai,  Uska Clone ( Yani Website Jaisa Dikhne Wala Same Page) Banaya Jata Hai. Ese User Ko Lagta Hai,  Jaise Wah Real Wali Site Par Hai, But Ye Fake Hota Hai,  And Aapki Sabhi Details Ko Apne Server Me Save Kar Leta Hai. Jisse Hacker Easily Accounts Hack Kar Lete Hai. Phishing Ek Bahut Hi Hard Trick Hai, But Yah Sabse Popular Bhi Hai. Waise usmanansari25.blogspot.com Users Ke Liye Kuch Bhi Hard Nhi Hai, And Aap Hamare Easily Trick Se Kisi Ka Account Hack Kar Sakte Hai. YahanHacker Aapko Link Send Karega,  Jis Par Agar Aap Click Karenge, To Aapko Facebook Jaise Dikhne Wali Site Par Redirect Kiya Jayega,Yahan Login Ka Option Aayega, Jaise Hi Aap Apna Facebook ID and Password Dalkar Login Karenge, Aapki Login Details Hacker Ke Pass Pahuch Jayegi, Jisse Wo Aapki Site Par Login Karke Kuch Bhi Kar Sakta Hai.Yahan Mai Site & Adsense Rule Ke Karan Aapko Phishing Trick To Nhi Bata Paunga,  But Aapko Same Esi Tarah Ka Easy Trick Bataunga, Jo Bahut Hi Easy Hai. Eske Liye Aapko Niche Wala Article Padhna Hoga.

     Ye bhi padhe
*Facebook Kya h
*Facebook ka password kaise pata kare..
*Gmail Ka password bhool gaye ho to aap kya kare.


#2. Keylogger
Keylogger Download Ek Security Software Hai, Jo Keyword Par Type Hue Har Word Par Apni Nazar Rakhta Hai. And Usko Apne Server Me Save Kar leta. Jyadatar Hacker Facebook Hacking Ke Liye Keylogger Ka Use Karte Hai,  Because Unke Liye Ye Safe& Effective Hota Hai.Agar Aap Bhi Kisi Ka Facebook, Ya Koi Bhi Online Account Hack Karna Chahte Hai,  ToKeylogger Aapke Liye Helpful Ho Sakta Hai.Market Me Eske 2 Type Available Hai, Software And Hardware.Software Ke Liye Aapko Google Search Karna Hoga. Aap Yahan Se Bhi Ek Free Keylogger Download Kar Sakte Hai.Hardware Market Me Milta Hai, Computer &Electronics Market Me Ye Aapko Mil Sakta Hai,  Aap Online Shopping Sites Par Bhi Ese Purchase Kar Sakte Hai.

      Yah bhi padhe
* apna photo net par kaise dekhe
* Aadhar card ki raseed kho jaye to kya kare.

#3. mSpy
mSpy Download
Ek Popular Paid Security Software Hai, Aap Eski Help Se Kisi Bhi Phone Ke Sabhi Detail Pata Kar Sakte Hai. Facebook WhatsApp Etc Message Targeted Users (Victim) Ka Padh Sakte Hain. mSpy Free Nhi Hai, Esliye Aapko Ese Purchase Karna Hoga. mSpy Ke Bare Me Padhne Ke Liye Niche Click Kare.
Aur janne ke liye
Click kare www.usmanansari25.blogspot.com

Share:

Facebook kya h

Facebook kya h
Ekisvi (21th) sadi mai sanchar sirf ek goli ki raftar se bhagta ghoda nahi reh gaya, balki ab hum ye keh sakte hai ki internet ke aane se sanchar prakash ki gati se chalta hai. Internet hame ek doorse sai turant connect karne ki shamta deta raha hai, or iski kalpana to wo bhi nahi kar sakte the jinhone internet ka avishkar kia tha.Internet ki sabse bhadia baat ye hai ki internet par badiya cheeze hume free mai uplabdh hai. Jaise ki Facebook, e-mail, Twitter, YouTube or pata nahi kitnesare tools. Insaan samajte hai or hum logo ko naturally group mai rehna pasand hai, aur jab internetaya to hum logo ne internet par bhi group banane shuru kar diye.Inhi groups ko hum social networks kehte hai. Internet par lakho Social Networks hai jinme se sabse famous hai
Facebook ek social network hai jo logo ko ek doosre se jodne mai help karta hai, aap facebook ke dwara apne dosto, rishtedaro se hamesha sampark mai reh sakte hai.Facebook ne hamesha se hi asli dunia ko digital dunia mai banane ki hai or wo isme kafi had tak safal bhi ho paye hai.
*.Facebook free hai or koi bhi facebook par jakar apna account bana saktahai.
*.Facebook par har second5 nai profiles banti hai, aur 2015 mai 144 crore log monthly Facebook par active rehte hai, joki ki bohot teji se badh rahehaiAb aapme se kayi log jo ki purani soch rakte Hai “ki Facebook jaisi cheeze hamari zindagi par negative effect daal rahi hai.” Par mera manna ye hai ki jo log esa kehte hai wo log badlav se darte hai.Technology hamari life ki quality ko sudharti hai jabtak ham uspar kaboo rakh ke chale, naa ki technology humko kaboo mai lele. Apne kabhi kisi kodekha hoga jo ki abhi bhi mobile chod kar ghar par landline ka use karte hai, kya apko lagta hai ese log kabhi bhi jindagi mai aage nikal payenge. Haa hum yekeh sakte hai ki wo log utne mai hi kush hai, par agar apko life mai age badhna hai to apko technology ki help leni hi padegi.Facebook ke fayade
*.Aap apne poorane dost jinse apka school ya college ke baad milna nahi ho paya, aap unse facebook par jud sakte Hai. Kyoki Facebook par India ki poori aabadi se jada log hai to, sambhawana hai ki apka dost bhi facebook par apko mil jaega
*.Aap apne jaisi soch rakhne walo se jud sakte hai. Ye baat to manni pade gi ki agar hum apnejaisi soch rakhne walo kesath rahe to hum khush (HAPPY) rehte hai or jadaacha perform karte hai, par dikkat ye hai ki humare aas pas hamari jaisi soch rakhne wale bohot hi kam log milte hai. Facebook ka ek feature hai groups , Group ek online samuh kitarha hai jaha ek si soch rakhne wale log aapas mai apne vichar share karte hai. Aap inhi group mai bhaag (join) le kar apne dost bana sakte hai.
*.Free video aur Audio calls: Facebook apko free Video aur Audio calls karne ki suvidha deta hai, bas apko thoda sa acho or bharosemand internet connection ki jaroorat hai. Is Facebook ke feature nai India ke telecom (Idea, Airtel, etc.)ko apna bhavisya ke bareme aye tareeke se sochne me majboor kardia hai.Humne Facebook ke bare mai kafi bate karli, par kya apko pata hai ki
Facebook ko banaya kisne Hai?

Mark Zuckerbergjo ki Harvard University
ke student thy. Unhone apne college ke dosto ke sath milkar Facebook ko shuru kia tha. Wo bhi apki tarha ek technology mai ruchi (interest) rakhne wala student tha. Facebook itna famous hua ki Mark dunia ko sabsi choti umar ka sabse Amir purush ban gaya (Hum baad me uspar bhi charcha karege ki Facebook paise kese kamata hai).23 saal ki umar mai Mark kharabpati bangaya tha, India mai iss umar mai jadatar logo ko ye bhi nahi pata hota ki life mai karna kya Hai. Mai ye nahi kehra ki aap Facebook jaisa kuchbana nahi sakte, aap jaroorbana sakte hai – bas mai ye kehra hun ki “Milta usi ko hai jo uske layak hota hai”. Kya aap uske layak hai? Kya aap bhi apne lakshya ko paane ke liye din raat mehnat karte hai?Ya aap bhi ek aam admi ki tarha din ke 2-3 hours TV dekhne mai ya Mobile par games khelne mai waste karte hai? or agar karte hai to app bhi apni life mai ek aam aadmi bankar reh jaege.
Mera iss Website ko lekar ye irada nahi hai ki mai kahi logo ki tarha faltu ki bakwaas likh ke aapka time waste karu. Mera goalye hai ki mai app logo ko kuch esi knowledge du jisse ki aapko life mai aagebadne mai help mile. Or agar aap me se ek ko bhi life mai aage badne mai help kar saku to mera uddeshya poora ho jata hai.Thank You apna keemti samya is article ko dene keliye. Apne suggestions neeche diye gaye comment box mai dale, jisse ki main aapko jaan saku or apne agle Article ko aapke hissab se likh saku.

TO DOSTO KAISE LAGA.
PLEASE HAME SUBSCRIBE KARE

Share:

Popular Posts

Labels

Recent Posts

Text Widget

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam, quis nostrud exercitation test link ullamco laboris nisi ut aliquip ex ea commodo consequat.