• This is default featured slide 1 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 2 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 3 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 4 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

  • This is default featured slide 5 title

    Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Mobile kaise update kare

Mobile update kaise kare
*#*#2432546#*#* yah ussd code apbe mobile me call paid par likhe aur apna mobile update kare.

Share:

MOBILE KO UPDATE KAISE KARE

MOBILE KO UPDATE KAISE KARE.
By.Mohammad Usman

Hey friends, Aap sabhi ko pata hi hoga ki har chij ko update karne ki jarurat padti hai taki usme improvement aaye usi tarah Android ko bhi update karne ki jarurat padtihai taki hum apne phone mein new versionuse kar sake jo pichle version jyada achha aur behtar ho. Android update karne se hamein new features apne phone mein milte hai isliye har koi apne phone ko update karna chahta hai lekin logo ko pata nahi hota ki sahi tarika kya hota hai phone ko update karna ka. So friends aaj hum iss post mein yeh janenge ki phone update karne se pehle kaunsi savdhaniyaa apnani chahiye taki baad mein koi problem face na karni padeBahut se logo ko maine dekha hai jo ki apna phone direct update kar lete hai jisse ki unka phone kharab ho jata hai jaise ki thik se kaam nahi karta, brick ho jata hai, open nahi hota, touch kaam nahi karta, display kharab ho jata hai aur bhi isi tarah ki bahut si problems uhne face karni padti hai. Agar aap phone update karne se pehlekuch savdhaniya apnaye toh main yeh gurantee ke saath keh sakta hu ki aisi koi problem aapko face nahi karni padegi. Iss post mein maine woh saare important points bataaye hai jinhe agar aap apnao toh safely aapka mobile phone update ho jayega #Check For Update:Sabse pehle toh aapko yeh check karna hai ki aapke device ke liye update availablehai ya nahi. Agar aapko nahi pata ki yeh kaise check karte hai toh chinta ki koi baat nahi maine neeche 2 methods diye hai inme se koi ek try kare
Method 1:1) Apne mobile ke settings mein jaye
2) Sabse neeche ek option hoga About phone ka uspe click kare
3) Ab system update option pe click kare
4) Check for update option pe click kare
5) Agar update available hoga toh packagedownload karne ka option aayega
Method 2:1) Phone ka keypad mein jaye
2) Ab yeh code dial kare *#*#2432546#*#*
3) Agar update available hoga toh show hojayega kuch seconds baad aapke staus bar mein
How to Safely Update Android Phone:
1) Phone update karne se pehle ek baat ka dhyan rakhe ki aapne apna device at least 70% charge kar rakha hai. Agar aapka phone charge nahi hoga toh update ke dauran switch off hone ke chances jyada hai jiske wajah se update beech mein hi fail ho jayega aur aapka device bhi kharab ho sakta hai. Ek baat ka aur dhyan rakhe ki update karte time aapka device charging mein na laga ho nahi toh device burst bhi ho sakta hai
2) Update ke dauran ghabrane ki jarurat bilkul nahi hai kyuki device update hote time bahut baar reboot bhi ho sakta hai aise condition mein log sochte hai ki unka phone kharab ho gaya hai aur woh battery nikaal ke fir se usey phone mein daalte hai aur phone switch on karne ki kosish karte hai lekin mostly cases mein aisa karne pe device ka software corrupt ho jata aur woh mobile switch on nahi hota isliye friends aisa na hi kare toh behtar hoga
3) Wifi sabse accha tarika hai phone upgrade karne ka aisa main isliye keh raha hu kyuki jyadatar log apna data connectionuse karte hai. Aapke mann mein ab yeh question jarur aa raha hoga ki “data connection mein kya problem hai jo wifi use kare” ? So friends main aapko bata du ki data connection jyada trustable nahi hai kyuki mobile network kabhi bhi stable nahi hota hamesha kam jyada hota rehta hai aur aisa condition mein yeh bhi possible hai ki update ke beech mein hi data band ho jaye network na hone ke wajah se jiske kaaran pura upgrading process ruk jayega.Second reason yeh bhi hai ki agar aapka data pack limited hua aur upgrade ke beech mein hi data khatam jo jaayega toh pura upgrading process wahi ruk jayega aur phone switch of ho jayega
4) Phone ko upgrade karne se pehle uska full backup jarur banale nahi toh data loss bhi ho sakta hai. Sab apne mobile mein personal photos, videos etc. rakhte hai jinse unki kuch yaade bhi judi hoti hai aur woh nahi chahte ki unke phone se yeh delete ho. So friends mobile upgrade hote time data loss ka bhi khatra bana rehta hai isliye apne mobile ka full backup banake kahi store karle taaki baad mein upgrade hone ke baad usey restore kar sake
5) Ab time hai device ko factory reset karneka taaki upgrade ke dauran mobile mein koi gadbadi na ho. Factory reset aap bahutaasani se kar sakte ho iske liye sabse pehle settings mein jaye aur backup & reset pe click kare wahi pe factory reset ka option hoga uspe click karke aap factory reset kar sakte ho

To Dosto Kaisi lagi meri batayi hui article.
Aur bhi Jankari Lene ke liye Subscribe to Post
Par click kare

Agar koi preshani ho to comment me pooch sakte ho

Share:

Whatsapp se kya fayda h

Janiye kya fayda h whatsapp se
Hello Friends, Sayad aap ko pata ho par ek baar fir se me aapko bata du kiWhatsAppmobile par use hone wala sabse popular App hai. Iski madad se ham apni Family ko, apne dosto ko message kae sakte hai ya fir apne busness keliye bhi isko use karte hai.Ham WhatsApp ki madad se Text message, Photo, Video, or MP3 send kar sakte hai. jese ki ham jaante hai abhi ke time me whatsapp ek badiya option hai apne message ko dusro tak phuchane ka, Isme SMS charge se kam charge lagta hai or SMS se jada futures bhi hame milte hai. Ham WhatsApp par Group bana sakte hai or Broadcast bhi bana sakte hai jiski madad se ham ek sath kai logo ko ek hi message send kar sakte h

Share:

Vodafone me 1 Gb 4G kaise le free

Kaise Vodafone me 1Gb 4G Internet Data Free Me Recharge Kar Sakte Hai

1.Sabse pahle mobile ke text messageme jaye, Phir GET 4G type karke 144 pe send karde. Aisa karne se apka Vodafone SIm 4G me upgrade ho jayega.

2.Apke number pe ek confirmation message ayega ” Hello, Promotion issuccessfully applied” if you are eligible for the offer.

3.Message receive hone 24 hours ke andar apko Free Vodafone 4G 1GB data milega

.4.Vodafone 4G balance check karne keliye *111# dial kare.Vodafone 4G  1GB Tricks Ke Terms And Condition*.Ye offer sirf selected state me available hai.*.Offer sirf Vodafone 4G SIM ke liye hai.*.Offer sirf 4G and LTE device me work karega.*.Offer Limited time ke liye hai.

Share:

Airtel me 1 Gb 4G free kaise le

Hello dosto, airtel ne May month me Raining Offer launch kiya hai, jisme apko 1GB 4G free internet data milega. Airtel 4G free internet data ke liye sirf ek number pe miss call karna hai. Airtel ka ye amazing 4G offer India ke sabhi state me working hai. Airtel free 4G internet offer data haryana, west bengal, delhi, Andhra Pradesh, Karnataka, Maharashtra me test kiya ja chuka hai. Ye offer limited time ke liye hai, islye airtel 4G free internet offer kafayda jarur uthaye.Tips Note: Ye trick sirf Smartphone me 4Gor LTE mode enable karke use kare, otherwise apka main balance bhi cut ho sakta hai.Miss Call Se Airtel Free 4G Internet Kaise Recharge Kare

Step 1. Apne smartphone me Airtel number se52122dial kare.

Step 2. Ek confirmation message milega.”You got 1 GB 4G data for 90 days“

Step 3. Ab *121*2# dial karke Airtel 4G Internet balance check kare.

Step 4. Vola!!!! apne airtel 4g free internet data recharge kar liya hai.
Kaise jane aapke city me 4G available h ya nahi
1.Sabse pahleairtel 4gwebsite visit kare.

2.Scroll down kare aur apna airtel number enter kare.

3.Check If 4G Readype click kare.

4.Scroll down kare apke state me 4G available hai ya nahi apko bata diya jayega.

5.4G available state and city users new 4G SIM ke liye request bhi kar sakte hai.
Aur bhi post ko apne email par padhne ke liye niche
Subscribe to post par click kare

Share:

Vodafone me 100 Mb 3G/4G free KAISE LE

100MB Internet Absolutely free! Install

myVodafone App –www.vodafone.in

e5and get 100MB My Vodafone App in 72 hours with 3 days validity. applicable on first download only. Vodafone apne customers ko free 100MB internet recharge offer kar raha hain.Ye offer sirf Vodafone SIm users ke liye hain. sabhi vodafone users 100MB internet free recharge kar sakte hain. Lekinfree internet paane ke liye aapke paas Android phone ka hona bahut jaruri hain. Kyunki android phone me My Vodafone app download karna parta hain. Phir My Vodafone app me apne number se register karne par company 100Mb free internet deta hain. My Vodafone App ke kuch extra features bhi hain, jo aapko bahut pasand ayenge.My Vodafone App se 100 MB FREE Internet Data kaise Recharge karte hai Step By step Jane

1. My Vodafone App ko Android Phone me Install kare.Click Here For Download My Vodafone AppDirect yaha se bhi download kar sakte hai- www.vodafone.in/myvodafone-app

2. Install karne ke baad My Vodafone App open kare.

3. Apne Vodafone Number se account register kare.

4. Ab apke number pe OTP password jayega.

5. OTP password ko verify karne kebaad apke Vodafone number pe free me 100 MB Internet DATA Recharge ho jayega.My Vodafone App Features Kya Hai*.3G Vodafone SIM ko 4G SIM me convert kar sakte hain.*.Data Packs balance check kar sakte hain.*.Online Vodafone recharge bhi kiya jata hain.*.Credit Card, Debit Card and Net Banking se vodafone bill payment kar sakte hain.*.Purana Bill Payments, change bill preferences bhi dekh sakte hain.*.Roaming Services & Packs-Activate national roaming packs*.Dongle Services bhi recharge kar sakte hain.*.VAS activate deactivate kar sakte hain.*.5 accounts create kar sakte hain.

Aur bhi post ko padhne ke liye niche
Subscribe to post par click kare

Share:

Mobile Hang hone se kaise bachaye

Hello dosto, Kya aapke Android mobile bahut hang hota he? Kya aapke mobile meajib ajib ad show hote rahate he? Jiske bajha se aapke mobile slow par jata he To chaliye aaj aap sab ko batate he, Kaise Aapne android mobile ko hang hone se bachaye,,,,Aaj kal maximum log android mobile use karte he or jadatar log mobile hang ko lekar pareshan he, jiske karan be bar bar apna phone ko reset karte rahate he apne mobile ko hang hone se rokne ke liye. Reset marne ke bad 7-8 din sehi chalta he fir same problem, hang hona start ho jata he. To chaliye aapko kuch tips batate he jinko follow karke aapne mobile ko hang hone se bacha sakte he.

1.Sabse Pahale Aap ulte sidhe application install karna band kar de, jaise ki Anti Virus, Boost up Android phone, battery saver, Cleaning Apps etc. Insab aaps ko install na kare insab aaps ke karan aapka mobile or jada hang karte he, ye sirf nam ka anti virus hote he magar insab aaps ke karan aapke mobile me or virus ate he, or ulte sidhe ads show hote rahate he

.2.Ek sath bahut sare aaps ko run na kare, yehi ek karan he mobile hang hone ka jab bhi aap ek sath 7-8 apps ko run karte he tab apka mobile ka process slow pad jata he or apke mobile hang hone lagta he, isliye jab app use na kar rahe ho to use force stop karde, usko task me se remove kar de.

3.Aapke Mobile me jitne bhi bekar aaps he, jinka koi kam nhi he unsab ko uninstallkar de, kyuki insab apps ke data storage dhire dhire badhte rahate he or aapko patabhi nhi lagta or aapke mobile ke ram pe dawab padta he jisse apka mobile ka process slow padh jata he jiske karan mobile hang ho jate he, to aap der na kare avi bekar ke aaps ko uninstall kar de.

4.Agar Aapke android mobile ke  Ram or Processor kam he to aap usme heavy  Games bagera install na kare, agar aap heavy Games install karte he to apka mobile uska load nhi le pata he or iske karan apke mobile hang hona start kar deta he.

5.Aapne mobile ke internal storage ko ho sake to khali rakhe usme koi data save na kare, or usme koi apps bagera install na kare, Sab Apps ko apne Extranal  Storage ( Memory Card ) me install kare,

6.Jitne bhi System Apps he jaise ki ( News and Weather, Google’s map, Youtube, Hangouts, fb etc.) agar aapke koikam nhi ate he to aap un apps ko, Apps Manager me jakar Disable kar de. Jisse aapke android mobile ke ram pe dawab kam padega or aapke phone hang hone sebachega.

7.Aap 3-4 din bad bad aapne mobile ke Apps manager me jakar har apps ka Data clear karte rahe Clear Data button pe click karke, or hamesa apne internet browser jaise Opera, Uc web, Chrome etc. ke cookies, Cache bagera clear karte rahe jisse apka mobile hang hone se bachega.

Is post ko email par ladhne ke liye niche
Subscribe to post par click kare

Share:

Popular Posts

Labels

Recent Posts

Text Widget

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam, quis nostrud exercitation test link ullamco laboris nisi ut aliquip ex ea commodo consequat.